1 lakh rupaye se kam ke investment me 21 business ideas.
Berojgari ek shraap ki tarah hai lekin agar us par koi na koi daily aapko aise rojgaar ke baare me btata hai jiska koi standerd hi nahi hai to berojgar hona or bhi kalank ki tarah lagane lagta hai. Isliye aaj mai aapko 21 aise business ideas ke sath introduce krata hu jisme se aap koi na koi business chunana bhi pasand karenge or use karna bhi. Sabse badi baat mai jin businesses ke baare me aapko btaunga aap use only 1 lakh rupaye ke sath ya usase kam ya bina paiso ke shuru kar sakte hai. Itane rupaye ke sath koi chota mota business samajh me aata hai jiska koi standerd nahi hota or aap aise business ke baare me soch kar bhul jaate hai ki ye acha nahi ha kuch or sochate hain. 1 lakh rupaye se kam me ya bina paise lagaye acha business kaise shuru kare ya kaun kaun se business hain ayiye dekhte hain.
1. You tube Vlog - Isme paise ke naam par matra kuch camera ya mobile phone or laptop ka expance aayega. Bas aap kuch aisi video taiyar kare jise dekhane ke liye log jyada se jyada you tube use kare. Bas ek baar you tube par sign up kare video upload kare. Or agar aapki video logo ko pasand aane lagi to aap us par ads lga kar asani se paise kama sakte hain. You tube se kamayi karne wale karodo kamate hain. Bas aapko kuch samay ke liye bina earning ke lage rahna padega or ek baar ads lag gaye fir to aapki balle balle ho jayegi.
2. Freelancer- Agar aap lekhan kala me mahir hai matlab agar writer hain ya kisi tarah ki web devoloping me mahir hain to internet ke madhayam se freelancing work kar sakte hain. Iske liye bhi aapko sirf laptop, internet or thode se talent ki jarurat hai. Agar aap iske baare me or adhik vistar se janana chahte hain to comment karke puch sakte hain.
Ye bhi padhe
3. Web designing - Sikhane ki koi age nahi hoti. Isliye agar ap web design karna nahi jante hain to aj hi sikhna shuru kare. Google par aapko bahut si aisi website mil jayegi jo web designing sikhati hain or iske liye kuch paid karna padta hai. Ya ajkal web designing course ke liye institute khule huye hain jo aapko 6 months ke ander hi sikha denge. Uske baad aap web designing work start kar sakte hain. Shuru me koshish kare aap aur web designing firms se kam rate par kaam kare. Baad me dhire dhire aapki skills ko dekhate huye kaam or paisa dono aapko milne lagega. Mera khud ka dost B.tech karne ke baad bhi pareshan tha kyuki use achi salary nahi mil rahi thi. Web designing ka course karne baad aaj wo delhi me 70 se 80 hajar rupaye monthly kma rha hai
4. Sharing economy rental - Aapko pta nahi hoga shayad ki videsho me log apni daily usage ki chijo ko rent par dekar paise kamate hain. Ab iska chalan India me bhi kafi ho gya hai lekin itna nahi hai ki competition tough kaha jaay. Filhaal chhote shaharo me abhi na ke brabar hai. Aap kuch bhi rent par de sakte hain jaise ki Car, Koi room, Apna furniture yahan tak ki agar aap ke ghar ke bahar achi jagah bachti hai to aap use parking space ke roop me rent par dekar uske paise wasol sakte hain. Agar aap city me rahte hain to ye aapke liye bahut asaan business hai.
5. Cleaning service- 1 minute rukiye cleaning aapko nahi karni hai agar aap paise lagate hain to kuch aise logo ko higher kare jo is kaam ko karne me interested ho. Bas apko karna ye hai ki shuru me khud aapko bhi sath me instructer ki tarah lagna padega. Aaj ke time me kisi ke paas itna samay nahi hai ki ghar ki saaf safayi me time waste kare. Denting painting ke sath log cleaning ke liye bhi bas paise de kar kam chlana chahte hain. Ek baar aapki pahchan is business me ho gayi fir uske baad aapko bas order par worker bhejne padenge. Iska pura plan kafi bada hai or fully working bhi agar aap janana chahte hain to mujhe comment karke puche.
6. Information products creation - Agar aap pdhe likhe hain to jarur aapke paas kisi specific subject ki achi jaankari hogi. Aap us subject par koi eBook wagairah taiyar karke sale kar sakte hain. Ebook kaise bnana hai ap comment karke jaan sakte hain
7. Interior designer- Chote shaharo me ache interior designing ki kafi demand hoti hai. Ap ise apne ghar se shuru kare or neigbours ke gharo me karke apna hunar dikhaye. Ache kaam ki tarif har jagah hoti hai. Agar aapne acha kiya to dhire dhire famous ho jayenge. Or agar aap jaldi famous hona chahte hain to mujhse tarika puche. City ya state kisi bhi level me teji se famous ho sakte hain.
8. Programmer- Aap programming ya coding sikhe. Aaj Internet world me programmer ki bahut demand hai. Chote se course se shuru kare or badhte jaye. Facebook ke CEO Mark Juckerberg ne bhi kaha hai ki agar aapke paas time hai to thik, nahi to ghar me kisi ek bachche ko programming jarur pdhaye. Aane wala samay sirf programming par depend hoga.
9. Virtual assistant- Aap kisi Doctor, advocate, businessman ke sath unhe assist kar sakte hain. Aise logo ke asistant bhi logo ki najar me kafi acha darja rakhte.
10. Social media helper- Bade bade businessman ya entreprenuers ke pas itna time nahi hota ki wo apna social account handle kar paye. Agar aap din bhar social sites me time pass karte hain to ab ise apne work me add kare or kisi aise person ki talash kare jiska business ya work social media par depend ho. Is kaam ke aapko lakho rupaye maah bhi mil sakte hain. Bas ye aapki skills or social activities ke mutabik hoga.
11. Project manager- Aap jante hain har successful businessman ek project manager rakhta hai jo uske kaam ko schedule karta hai. Aap ek project manager ke taur par bhi carrer bna sakte hain.
12. Sacretial work as a business- Aise bahut se small business karne walo or individuals ko typing, transcribing or proofreading jaise service ki jarurat padti hai. Aapko bas computer or printer ki jarurat hai.
13. Auto repair- Agar aapke paas garage, tool or repairing knowledge hai to auto repair ka kaam bhi kar sakte hain. Lekin jra rukiye. Kuch alag sochte hain. Aajkal insaan har service apni jagah par chahta hai to aap Mobile auto repairing ka kaam shuru kare. Matalab chalta firta auto repairing workshop. Is naye tarike ka chalna to tay hai sath aapke business idea ki tareef bhi hogi.
14. Resume writing service- Aajkal naukari ke liye har koi pareshan hai iske liye badi badi consultancy companies khuli hai jo aise logo ke liye resume prepare karti hain. Aap internet ke madhayam se hajaro aise resume design dekh sakte or resume writing sikh kar iska business kar sakte hain. Acha resume bhi job ke liye jaruri hai agar aapke prepare resume se shuru me 1-2 log bhi acbi job pa jaate hain to aap automatically famous ho jayenge.
15. Flipping website- Aajkal har koi apna business grow karne ke liye website bna rha hai. Aap aise logo ke liye website bnakar beche or ache paise kamaye. Iske aap apni khud ki bhi website bnaye jisase log aapko jada se jada jane. Aap is business ko 1 lakh se kam me start kar sakte hain. Website making ke liye acha platfarm chune. Jyada janane ke liye comment kare.
16. Tour guide - Agar aap kisi aise city ke aas paas rahte hain jo tourism ke liye famous hai to aap tour guide ban kar bhi ache paise kama sakte hai. Is kam me aapka kuch paisa nahi lagna. Bas aapko place ki achi jankari honi chahiye or aapka behavior acha hona chahiye.
17. Event planner- Aap party ya event planNing ka business kar sakte hain. Iske aap choti shuruwat school college, small parties se kare. 1 lakh me or kuch Co workers ke sath aap yeh business aasani se start kare or aage badhe. Detail me janane ke liye ye padhe
18. Blogging- agar aap kisi khaas chij ya talent ke liye jaane jaate hain ya aapko lagta hai ki kayi aisi baate hain jo world me sabko pta chalni chahiye or wo aap behtar tarike se samajha sakte hain to aap us subject par blogging kar sakte hain.
Agar aapke blog me achi traffic aane lagti hai to affiliate marketing or ads lagakar aap ache paise kama sakte hain. Lekin aap is baat ka dhyan rakhe ki blogging usi subject par kare jisme aap expert hain ya jis chij ko khud achi tarah bta ya samajha sakte hain. Ye padhe
Agar aap kisi ki nakal karke kisi or blog ke subject chori ya copy karke blogging karenge to pahli chij to success hone se pahle bore ho jayenge or aapko pta bhi nahi chalega ki aapne blogging par se kab interest kho diya.
Dusari chij aisi blog me ads ya affiliate marketing nahi kar payenge isliye agar aapne paise kamane ke purpose se blog bnaya hai to pahle thoda soch le ki aap kis subject me good or fresh blogging kar sakte hai. Uske baad hi shuru kare. Jada jaankari ke liye comment kare.
19. Logo design - Agar aapki drawing kafi achi hai to ise thoda profit ke liye use kare. Internet me logo design ki hajaro site hai jo ek logo design karne ke ache paise charge karte hain. Aap chahe to aap bhi logo design ka business kar sakte hain. Iske liye aap simple website bna kar us par apna contact number daal de. Pahle aap market servey karke dekh le log ek logo design ke liye kam se kam kitna paid kar rahe hain. Aapko bas kam payment par kaam shuru karna hai.
20. Writing song & story- Agar aap music or movie ke shaukeen hain to google par search karke dekhiye. Aajkal itani movies or songs aate hain ki inki demand bhi kam nahi hain. Aapki samajh ek acha sOng or story likhne me hai to aap ise bech kar ache paise kama sakte hain.
21. Hair stylist- Aaj kal roj naye hair style nikal rahe hai . Lekin har hair style har kisi ko pasand nahi ata. Iska reason unke face ki bnawat hoti hai. Jyadatar chote cities me hair stylist barbar ( naau) hi hote hain jo khud hi apke baalo ke style apni marji se change kar dete hai . Agar aap apne look par jada dhyan dete hain to uttertrr3re343 baalo par hi dete honge or aapke paas iski achi samajh hogi. Aap chahe to is par blogging kar sakte hain. Apne blog me achi traffic pakar ads se paise kma sakte hain.
Mujhe yakin hai in 21 business ideas me se aapko koi na koi pasand aa gya hoga. Inke alawa mai aapko kuch or business idea bonus ke taur par btata hu. Lekin isase pahle mai aapko kuch or btana chahunga. Ye padhe
Berojgari se tang aakar ek ladka sadak par chla ja rha tha ki tabhi reert re d re y as the one week ytrrr dekha ek garib bachcha sadak ke kinare baitha boot polish kar rha tha. Ladka kuch dur aage bdha ki uske dimag me ek idea aya ki in jooto ka to thik hai jo asaani se polish ho jate hain or chamkane lagte hain. Lekin sports & fancy shoes ka log kya karte honge. Aur usne agle din se logo ke gharo me jakar aise shoes ki safayi ka kaam start kar diya jinhe dhulane ki jarurat padti hai. Starting me use kuch logo ki baate sunani padi lekin dhire dhire uska business chal pada.
Friends upar di gayi story true hai or wo bhi Mumbai ki. Aaj kayi shahro me Ye kaam chalne bhi laga hai. Yahi hai wo bonus idea. Is stoty se mai aapko ye btana chah rha hu ki sirf sochne se kuch nahi hoga. Aapko success hone ke liye kahi se to start karna padega. Aap chahe to ise bhi start kar sakte hain. Iske liye aap google par search kar ke dekh sakte hain. Yahan diye gaye business ideas aise hain jise aap 1 lakh rupaye ya usase kam ya bina paise ke bhi start kar sakte hain. To aaj hi iname se koi business choose kare or start kare. Agar apko kisi bhi business ke bare me detail se janana hai to comment kare or behichak puchhe.

ek achi website as like flipcart banane me kitna paisa lagega
ReplyDeleteयदि आप अपना खुद का बिज़नेस स्टार्ट करना चाहते है और एक अच्छा और कम पूंजी वाला व्यवसाय खोज रहे हैं तो आप शुरू कर सकते हैं ,
Deleteबहुत काम लागत का LED लाइट Bulbs असेम्बलिंग यूनिट . जोकि आप अपने घर या छोटे ऑफिस से भी स्टार्ट कर सकते हैं ,
Gramlite आपके लिए लाया हैं - Gramlite Entrepreneur प्रोग्राम जिसके अंतर्गत आपको - Full LED बल्ब असेम्बलिंग फ्री ट्रेनिंग & सर्टिफिकेशन भी कराया जायेगा
अधिक जानकारी के लिए संपर्क करें : 0124-4202457
or Visit Our website - www.Gramlite.com
website ka cost kitna aaiga
ReplyDeleteE-commerce website bnane ki shuruaat aap 15-20 thousand me kar sakte hai lekin prblem ise promote karne me aati hai
DeleteKoi problem nhi aaegi sir.. Sab bahut easy hota hai but hme pta nhi hota isliye lagta hai prblm... I can do it with business growth guarantee..!!
DeleteProblem se mera matlab promote karne me aane wale kharche se hai.. jo ki chhote budget walo ke liye kafee mahanga pdta hai.
DeleteI understand.. E-commerce ke according promotional expense bahut jyada aata hai.. but anush ji hme bas yahi pta hota hai ki e-commerce ke promotion me bahut paise lagte hai.. but ye har budget ke person ke liye bhi hota hai.. benefit apko jaroor milega but services us type me nhi de paate kam budget me bas.. Baaki agar focus dekha jaae to hme sirf search engines, google, yahoo se matlab hai.. direct sirf unke liye kaam krwaya jaae to kharcha bahut normal aata hai, then apko order aane start ho to aap complete e-commerce package le and then paisa to apko pocket se nhi jaaega sir wo business hi de dega jo benefit hota hai usi me se.. Means overall ap average me rahte hai and pressure bhi nhi padta..
Deletewebsote ki jankaride kitna cost aaiga
ReplyDeleteBlogging website app free me bhi start kar sakte hai. Ye post padhe
DeleteBlogging website kaise banaye
Jyada jnakari ke liye comment karke dobara puchh sakte hain
Event planner ki detail me jankari den.
ReplyDeletesir interior designer ke
ReplyDeleteliya kya krna hoga
Freelancer-blogger and clean service ke bare me thoda vistar se jankari dijiye
ReplyDeletegarments ke bussiness ko kaise market me teji se failaya jaye
ReplyDelete