Gmail Id ( Google account ) kaise banaye. How to make email address
Friends aaj ka time wo hai ki agar aapka e-mail id nahi hai to kuch nahi hai. Kyoki agar ye nahi hai matlab internet ki duniya ke baare me kuch nahi jante. To aj mai aapko gmail par id kaise bnate hain ye btaunga.
Friends Gmai id bnana ab utna difficult nahi hai jitna ki pahle hua karta tha. Ab apk google par ek accoumt bnana hai or wo aapko gmail se google Inc, Google drive, Youtube, blogger or google docs tak kahin bhi kaam aayega. Isliye mai aapko apke android mobile me google id bnane ka tarika btaunga
Ab bas simple ek page process ke baad aapki id bankar taiyar ho jati hain. Aayiye sikhte hain kaise.
Mobile me gmail id kaise banaye.
Step1 :- Apne mobile me koi browser open kar lijiye
Read also
Step 2:- Browser open karke upar jahan website ka address dalte hain whan par gmail.com daliye. Nahi samajh me aa rha hai to niche photo me dekhiye.
Jahan mail.google.com/mail likha hai whan par apko sirf gmail.com likh kar dalna hai.
Step 3:- Ab aapke samne gmail ki website open ho gayi hai. Aap jahan Create account likha hai wahan click kariye.
Step 4:- is step me aapko apni informaton bharni hai. Niche photo dekhe or bharte jayiye.
1. Apna nam daliye or fir surname daliye.
2. Apna user name daliye. Aap kuch bhi dal sakte hain lekin aisa daliye jo aapko yaad karne me easy ho or gmail me avaialable ho. Gmail me ab tak krodo id ban chuki hain or ek hi username se 1 se jyada id nahi ban sakti hai. Isliye ho sakta hai aapne pahli baar me jo user name dala hai wo available na btaye . Isliye jab tak available na btaye change karke dekhte jayiye or jab available bta de to age badhe. Kyoki isi dalne par hi aapki id baad me open hogi isliye yaad rakhne yogy hi username choose kare.
3. Password daliye ( Jo aapko yaad rahe. Password me kabhi bhi Date of birth ya mobile number na dale) . Kyoki ye chije aapke aas paas ke or logo ko bhi pta hoti hain or jab kabhi wo apki id hack karna chahenge to pahle inhi chijo ko dalte hain. isliye password kuch unique hi dale jo sirf aapko yad rahe.
Ye bhi sikhe:-
4. Fir se wahi password repeat kariye.
5. Ab yahan apni date of birth daliye.
6. Apna gender daliye. Aap male, female ya other.
7. Mobile number- jahan India likha. Agar aap India se hain to aise chhod dijiye. Or agar kahin se hain to Jadan India likha ha wahan par click karke apni country select kariye.
8. +91 ke baad apna mobile number daal dijiye
9. Ab yahan par aapko apne kisi friend ki gmail id ki jarurat padegi. Kisi bhi friend ki jiski mail id aapko yaad ho dal dijiye.
10. Location me Aap jahan se ho. Agar india se hain to thik hai aise hi chhod dijiye. Or agar kahin or se hain to jahan India likha hai wahan par click karke apna country ka nam dale.
11. Continue par click kariye. Aapke samne niche di huyi screen khulke aa gyi hai.
Step 5:- Ab agar aapko Google ki privacy and terms padhna hai to padh lijiye. Or fir I agree pr click kariye.
Step 6:- Congratulation Apne bahut easy tarike se apna google account bna liya hai.Ab aap continue par click kariye.
Ye account aapke Gmail, Youtube, Google drive, Google Inc, Blogger, Google drive sab me kaam ayega. Yani ki aapne ek hi jhatke me multi account bna liya hai.
Ab aap iska upyog kahi bhi kar sakte hain. Aapke liye post kitni helpful rahi. Mujhe comment karke btana na bhule.

Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.