Google docs. School se lekar office tak kaise useful hai.
Agar aap in chijo ke liye type karne me pareshani ka samna karte hain to aaj mai aapko btata hu ki ghar baithe offline resume, Letter, education file or work file jaise meeting data or newsletter file kaise bnaye.
Ye trick hai google ke ek app Google docs. ke sath.
Naye android phone me ye app pre installed matlab pahle se install hote hain. Lekin agar aapke phone me ye app nahi hai to ise.
Aap yahan se download kare
Skip ad par click karke install kariye.
Friends aap agar school ya college me padhte hain to aapke teacher class me short lecture to jaroor karte hi honge. Short lecture se matlab chote mote chapters ki chijo ko hwa me sirf samjha kar nipta dene wale lecture se hai. Aise lectures ko aksar aage ki seat par biathe student note karte hain or fir notebook taiyar karke ek ek chapter ka pura dhyan rakhte hain. To agar aap aise notes bnane me interesed nahi hote the to ab ho jayiye kyoki ye is tricks me aapko kuch nahi karna bas apne mobile me Google docs ko open karke rakh dijiye or pura lecture likhit roop me file bnate jayiye. Is app ki help se aap aisi kitni hi files apne mobile me store kar sakte hain. Or jb aapko ise padhna ho dobara open karke padh sakte hain.
Agar aap kisi office me work karte hain to bhi ye kafee useful saabit ho sakte hain. Kykoi meeting me btayi gayi baate aksar mind se gayab ho jati hain or fir sab kuch gadbad ho jati hai. Aise data ko ap likhit roop me Google Docs. me store kar sakte hain bas aapko meeting ke samay apps open karke rakhna or sari baate aap ko likhit roop me mil jayegi.
Is app ki ek achi baat ye hai ki aap isme duniya ki kisi language me bolenge aur ye app use written me store karega.
To agar aap school ya college me hai ya kahin job kar rhe hain ye app specially aapke liye hi hai. Apko college ka ya office ka agar koi project taiyar karna hai to aap bolkar ghanto ka kaam minutes me kar sakte hain.
Is app ki khas baat ye hai ki mobile me kam karne ke baad agar ise chahe to apne PC yani ki computer me bhi open kar sakte hain or MS excel me jaakar ise puri tarah apne hisab se edit kar ke taiyar kar sakte hain.
To ab agar aap kisi tarah ka koi project taiyar karna chahte hain to ye sochane ki jarurat nahi hai ki kisi typewriter ki ya type karne wale ki jarurat hai. Bas bolna hai or ho gya
Bol bol kar koi file Hindi, English ya kisi language me kaise type kare or complete file bnane ka tarika.
Agar aap koi file apni kisi bhi language me bnana chahte hain to aapko meri ye dono post padhni padegi. Jo mai niche de rha hu.
Kyoki agar aap apni language me type karna chahte hain to aapke mobile me ye function hona jaruri hai jise maine upar ki dono post link me online or offline dono tarike se bol bol kar koi bi message whatsapp or messenger me bhejne ka tarika btaya hai. Pahle aap use jarur padh lijiye tabhi ye aapko samjh aayega or work karega.
Google Docs me typing karke save kaise kare.
Ab tak to aapne google docs. Download kar hi liya hoga.
Ab app open kariye. Niche pic me dekhiye jahan par + ka nishan dikhaya hai wahan click kariye. Ab aap choose template per click kare.
Ab aapke Samne Ye options Aage Honge.
Ab aap ke samne waisa hi format aayega jo aapne choose kia hoga. aap niche pic me dekhiye. Aap asani se word count kar sakte hain. Agar aap koi word replace karna chahte hain to use asni se find kar sakte hain or asani se replace kar sakte hain. Aapni file app ke ander se hi share bhi kar sakte hain. Or sabse bafi baat ki aap ise offline available bhi rakh sakte hain.
To dekha aapne google docs se bolna aur likhna kitna saral hai. To time ko waste hone se bchayiye or iska pura prayog kijiye. Mujhe comment karke batayiye ki aapko ye post kaisi lagi.

- Resume
- Coral
- Spearmint
- Letter
- Spearmint
- Geometric
- Modern writer
- Plum
- Education
- Essay playful
- Essay papervack
- Report simple
- Report luxe
- Report MLA
- Report APA
- Book report
- Class notes luxe
- Class notes playful
- Clas notes paperback
- Lesson plan
- Lesson plan luxe
- Lesson plan simple
- Work
- Project proposal tropic
- Project proposal spreament
- Project proposal geometric
- Meeting notes tropic
- Meeting notes modern writer
- Meeting writer coral
- Brochure modern writer
- Brochure geometric
- Newsletter geometric
- Newsletter lively
- Newsletter plum
Ab inme koi option choose Kar Lijiye. Jaise ki file aap banana Chahte Hain.
Ab aap ke samne waisa hi format aayega jo aapne choose kia hoga. aap niche pic me dekhiye. Aap asani se word count kar sakte hain. Agar aap koi word replace karna chahte hain to use asni se find kar sakte hain or asani se replace kar sakte hain. Aapni file app ke ander se hi share bhi kar sakte hain. Or sabse bafi baat ki aap ise offline available bhi rakh sakte hain.
To dekha aapne google docs se bolna aur likhna kitna saral hai. To time ko waste hone se bchayiye or iska pura prayog kijiye. Mujhe comment karke batayiye ki aapko ye post kaisi lagi.
Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.