Google play store ki setting kaise kare
Kya aapke phone me google play store nahi chal rha.
Kya aap google play store install karne ke baad bhi nahi chala pa rahe hain.
Agar aap in karno se pareshan hain or bahut chah kar bhi samajh nahi aa rha hai ki kya kare or kaise thik kare to aayiye dekhte hain ki kaise setting karke play store chlaya ja sakta hai
First method:-
Play store khul rha hai lekin kuch install nahi ho rha hai to
1. Menu se setting me jaaye. Fir Storage me jaaye. storage clear kare. Kam se kam 1 GB ki availibility honi chahiye.
2. Memory me wastage items clear kare. Ab try kare.
3.
Second method :-
Agar play store khul nahi rha to
1. Menu se setting ne jaaye. Fir Apps me jaaye. Ab Running apps me jaakar play store par click kare. Clear data fir clear cache kare.
2. Ab play store open kare. Khul jayega. Ab open hone ke baad dobara play store account bnaye.
Agar ab bhi nahi khul rha to
1. Menu me setting me jaaye. Restore factory setting par jaaye. Restore all data par click kare. ( Dhyan rahe isase aapke mobile ka personal saved data bhi delete ho sakta hai jo undo ya fir restore nahi ho sakta) isliye important data ko external memory me save kar le.
2. Restore kar de. Ab asaani se play store par account bnaye or enjoy kare.
I hope ki ab aapki pareshani door ho gayi hogi. Agar fir bhi aap ko problem ho rahi hai to kya problem hai. Comment karke puch sakte hain.

Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.