Youtube par offline video kaise chalaye.
You par aap video to dekhte hi honge. Abhi kuch din se youtube ne ek offer nikala ki raat ko aap youtube video offline save kare or wo bhi aadhe data charge ke sath. Lekin kafi logo ko pta hi nahi ki youtube par offline video save kaise karte hain or kaise dekhte hain.
Chaliye dekhte hain kaise karte hain offline video watching.
Step 1:- Apne mobile me youtube app open kariye. Ab jo bhi video aapko offline dekhani hai. Uspar in 3 binduo par click kariye. Jaisa ki maine pic me dikhaya hai
Step 2 :- Ab jo option dikh rha hai usme se save offline par click kariye.
Step 3:- Ab aapki video offline play hone ke liye save hone lagi hai.
Lekin rukiye ye video aapke phone me file manager ya music file me save nahi huyi hai. To fir kahan huyi hai. Chaliye dekhte hain.
Ye bhi padhe :-
Step 4:- Upar di huyi pic me dekiye jahan maine golayi se mark kia hai. Us par click kariye. Ab aapke samne aisi screen Aa gyi hogi jaisi niche hai.
Ab yahan offline videos par click kariye. Aap niche dekh sakte hain ki maine jo video saving ke liye lgayi hai. Wo save ho rahi hai. 2 or video maine pahle bhi save kiye hain.
Ab mai inme se ek play karta hu. aap niche pic me dekh sakte ki mera data on nahi hai or maine video play karke pic li hai.
So friends bahut hi asaan hai youtube par bina data pack on kiye bhi video play karna. So enjoy videos offline and save data😃.

Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.