X

Hamara Facebook page like kare

Aisi bahut si jankari ke liyePlease! Like

Contact Us

1 mobile me koi bhi 2 app ya 2 account kaise chalaye

Friends aapne dekha hoga ki kuch log apne mobile me 2 whatsapp, facebook ya messenger chlate hain. Agar aap bhi chlana chahte hain lekin aapko ye nahi pta ki kaise chalaye to aaj aap sikh jayenge. Or aap sirf in apps ke alawa kisi bhi app ko double chala sakte hain. Kisi app ka matalab play store, simple message box, youtube app ya jo aap apne mobile me double rakhna chahte ho easy tarike se rakh sakte hain.




Matlab aapke paas duniya ko dikhane ke liye alag app or apna personal app alag hoga. Chaliye dekhte hain.

Ek mobile me 2 whatsapp , facebook, messenger, playstore ya youtube app kaise chalaya ja sakta hai.


Step 1:- iske liye aako ek app download karna hoga.
App aap yahan se download kar sakte hain



http://viid.me/qyaRyw



Step 2:- app open kariye.
Ab aapke saamne aisi screen aa gyi hogi. Ap dekh sakte hain aapke samne har wo app hogi jo aapne mobile me download ki hai.




Step 3:- Ab jis bhi app ko aap double use karna chahte hain. Usi ke saamne On par click kare.


Step 4:- install hone me 5 sec lagenge. Ab Done par click kariye. Niche screen me aap dekh sakte hai. Maine facebook, play store or whatsapp ko double use ke liye rkha hai.




Step 5:- Ab jis app ko chlana chahte hai use open kariye or new account create karke chlayiye.

Step 6:- Agar apne add kiye app se satisfy nahi hain or kuch aur app add ya kuch remove karna chahte hain to upar screen me dekhiye or + click kariye. Fir se aapke saamne pahle wali screen open ho gayi hogi. Ab aap fir se jo chahe app add ya remove kar sakte hai.

To dekha apne kitni easy steps follow karke aap koi bhi 2 app ya 2 account 1 hi mobile me kaise chla sakte hain. Ab youtube front page par bina sign in kiye chlaye or Persona me sign in karke chahe jo dekhe bina kisi tension ke.

Agar aapko jankari achi lage to comment kare or share karke apne friends ko bhi bataye.

Comments