Apne Android mobile phone ki speed kaise badhaye. In 1 minute Without external app
Hello friends aap to jante hi honge ki kitna bhi costly phone le lo. Lekin Android phone me ek time ke baad speed kam si hone lagti hai, or lagbhag hang hone lagta hai. Agar aap bi pareshan hian ki aapka mobile dheema chal rha hai, kya kare ? To mai aapko ek secret trick se speed badhane ka tarika btata hu.
![]() |
Increase your mobile phone speed in 1 minute |
Agar aap android chla rahe hain to internet bhi chla hi rhe honge. Akasar ham jab internet chla rahe hote hai to kisi app ko open karne par ya internet par kisi website ko open karne par hame ek warning jaisi aati hai ki
Apke phone ki gati dhimee hai. Abhi badhaye.
Lekin jab ham aise kisi link par click karte hain to kayi faltu ki app automatic phone me install ho jati hai. Jisase speed to nahi badhti lekin mobile me virus aa jate hain, ya unneccesory ads show hone lagte hain ya mobile bahut jyada hang karne lagta hai.
Isliye aaj mai aapko jo secret trick btaunga uske liye aapko kisi trah ki koi app download ya install nahi karni hai. Ye trick aapke apne hi Android phone me chhipi huyi hai. To chlaiye dekhte hain
Android ki speed badhane wali secret trick.
Step 1:- Apne mobile ki setting me jayiye.
Step 2:- Setting menu se developer option me jaye.
( Agar aapne developer option active nahi kia to meri previous post ya niche diye gaye tarike ko padhkar pahle kar lijiye )
- Setting me About phone ya About device me jayiye.
- About device me build number option dekhiye.
- Build number par 7 bar lagatar click kare. Aapka developer option active ho jayega. ( See image below )
![]() |
Build number par 7 bar click kare |
Step 3:- Ab setting me wapas aayiye my developer option par click kariye.
![]() |
Developer option par jayiye |
Steo 4:- yahan apko 3 option me alag alag click karna hai.
1. Window animation scale model
2. Transition animation scale
3. Animator duration scale.
Step 5:- Ab har option par click karke aapko Animation scale .5x par tick kar dena hai. 15 din baad aap Animation off par click karke speed or badha sakte hain. ( Note- Abhi turant animation off na kare pahle kuch din .5x hi rahne dijiye. Direct off karne par iska bad effect pad sakta hai.)
Ab aap apne phone ko chla kar dekhiye. I am sure ki aap mere baaye is trick se jarur khus honge. Kykoi aapke mobile ki gati tez ho gayi hai 😁. To agli bar jab aapko kisi site ya app me ' aapke phone ki gati dheemi hai ' likha hua dikhe to dil khol kar ignore kare.
Ye post aapko achi lage ya kisi tarah ki problem ho to behichak comment kariye. Is blog ko folliw or post ko share karna mat bhuliyega.
1. Window animation scale model
2. Transition animation scale
3. Animator duration scale.
![]() |
In sabhi scales me .5x par tick kariye |
Step 5:- Ab har option par click karke aapko Animation scale .5x par tick kar dena hai. 15 din baad aap Animation off par click karke speed or badha sakte hain. ( Note- Abhi turant animation off na kare pahle kuch din .5x hi rahne dijiye. Direct off karne par iska bad effect pad sakta hai.)
![]() |
Abhi .5x or fir 15 din baad animation off kar dijiye |
Ab aap apne phone ko chla kar dekhiye. I am sure ki aap mere baaye is trick se jarur khus honge. Kykoi aapke mobile ki gati tez ho gayi hai 😁. To agli bar jab aapko kisi site ya app me ' aapke phone ki gati dheemi hai ' likha hua dikhe to dil khol kar ignore kare.
Ye post aapko achi lage ya kisi tarah ki problem ho to behichak comment kariye. Is blog ko folliw or post ko share karna mat bhuliyega.
Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.