Blog ke liye google sitemap kaise banaye or search console me submit kare
Agar aapki website ya blog hai to usko visitor ke samne pesh karne ka ek acha tarika hona chahiye. Jisase jo bhi aapki site me aaye agar wo chahe to ek najar me aapi puri website khole or apni pasand ki post padhe. Ek baat mai aapko bta du ki sirf visitor hi aapke systematic tarike ko like nahi karte balki search engines bhi ise kafee pasand karte hain. Sabse pahle aapko ye jaan lena jaruri hai ki sitemap kya hota hai, bnana kyo jaruri hai or ise apne blog ke viewers or google search engines ke liye kaise banate hai. Ye do tarah ke hote hai HTML or XML. Niche aap ise kayde se samajh sakte hain. Aaj ham sitemap.xml ki baat karenge jo sirf google me submit kiya jata hai
Agar aapne apne blog ka sitemap google me submit nahin kiya hai to abhi kariye
Kyuki
Jaise HTML Sitemap na sirf website ke liye ek systematic roop dene ka madhayam hai balki isase aapke viewers bhi kafee pasand karte hain or ek post agar unko achi lag gyi to sitemap se wo apne man ki category, tag ya label ki post search karke jarur padhenge. XML sitemap ke madhyam se bilkul aisa hi kuch google bhi karta hai. Jab use aapke site me sab kuch systematic milta hai to aapke site ki rank to badhti hi hai sath me adsense wagairh jaldi approve jo jata hai.
Sitemap kya hota hai
Sitemap aapke sabhi post ko ek sath kisi bhi tarah ki heading dete huye ek list banae ka kla hai. Jise agar aap blog me lagana chahte ha to koi bhi naam jaise - All Post, sitemap, Blog Posts, de sakte hain.
Lekin jab aap ise search engines ke liye banate hain to ise koi naam dene ki jarurat nahin padti. Bas sirf ek simple method se aap ise bna sakte hain. Jo asaani se google me add kar sakte hain. Bing, yahoo ya kisi bhi search engine me apne blog ka site map jarur add karna chahiye.
Aayiye dekhte hai
Blog ke liye google sitemap banane ka tarika
Step 1:- niche diye link par jayiye.
https://www.xml-sitemaps.com
Step 2:- Ab diye image ki tarah form fil kariye
![]() |
sitemap.xml for blog |

Sitemap.xml banane ka 1st method |
- Apne website ka naam bhariye.
- Ab jahan pahle se none hoga wahan Always kar dijiye.
- Is option ko jaisa hai waise hi chhod dijiye.
- Automatic calculated priority par clickbkar dijiye.
- Ab last me start par click jar dijiye
Ab jo page khulega aap niche image me dekh sakte hain. isme aapki maximum 500 post indexed hogi. Iske baad aapko fir se bnana padega.

Image me jahan par here hua hai wahan par click karke aap ise download kar sakte hain.
Ab agar sitemap downloading asani se kar lete hain to thik nahi to next method try kariye.
2nd method to download sitemap.xml in hindi
Step 1:- Nich diye huye link par click kariye.
Step 2:-Ab form ko fill kariye
2nd method to download sitemap.xml in hindi
Step 1:- Nich diye huye link par click kariye.
Aug 19, 2016 - Free HTML, RSS and Google XML Sitemap generators for Windows , WordPress and Online.
Step 2:-Ab form ko fill kariye
![]() |
Sitemap.xml ka 2nd method |
- Apni website ka naam daliye
- None par click karke use Always kariye.
- Yahan apna email address daliye.
- Bagal me ek verify code hoga. Use yahan daliye.
- I agree par click kariye. Chahe to is par jakar ise padh bhi sakte hain.
- Ab generate siemap par click kariye.
Step 3:-Ab aapke samne sitemap ke sare format aa jayenge. Unme se sitemap.xml par download XML par click kariye.
Ab download hone ke baad dekhte hain
Sitemap ko google search console me kaise add karte hain
Step 1:- Niche diye huye link par click kariye. Agar aapne google search console par account bnaya hai To aap direct is site par chale jayenge. Agar nahi bnaye hai to pahle bna lijiye.
Step 2:- Ab apne website ke dashboard me jakar crawl par or fir sitemaps par click kariye.
![]() |
Search console me sitemap add karna |
Step 3:- Click karte hi aapki current screen par right side me ADD/TEST SITEMAP likh ke aayega. Use select kariye.
Step 4:- Aapke samne ek pop-box open hoga jis par aapka website name pahle se likha hoga or aage ek khali jagah hogi us par aapko
Step 4:- Aapke samne ek pop-box open hoga jis par aapka website name pahle se likha hoga or aage ek khali jagah hogi us par aapko
sitemap.xml
Likhna hai. Dhyan rakhiyega sare letter small font me hone chahiye. Nahi to error show hone lagega.
Step 5:- Ab TEST par select kariye. Agar koi error show ho rha hai to fir se speling sahi karke TEST kariye. Or agar nahi ho rha to wapas aake Submit par click kariye.
Congratulation aapne aasani se apne blog ke sitemap ko google se jod diya hai.
Aapko ye post achi lage to share kariye. Kisi tarah ki koi samasya ho to comment karke puch sakte hain.
Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.