Freecharge account bnakar paise add or transfer kaise kare.
Cashless transaction ke liye freecharge ek bahut hi achi app hai. Aap ise kisi bhi tarah ke len den ke liye use kar sakte hain. Baki e-wallet ki tarah is par bhi apne bank account se paise add kariye or easy transaction kariye. Ayiye dekhte hain Freecharge kaise use karte hai, account banakar money transfer kaise kare.
Freecharge account kaise banaye.
Step 1:- niche di gayi link se app download kariye.
Freecharge download
Link par click karne ke baad jo page open hoga us par niche jakar apne phone ke hisab se app store se download kare.
Step 2:- App open kariye. Aapke samne niche di gayi image aa ayegi
Step 3:- Ab jahan image me btaya gya hai wahan apna mobile number ya email id ( jisase aap account banana chahte ho) daliye or apne mobile keyboard se enter par click kar dijiye
Step 4:- Ab Jo page open hoga usme
1. Apna naam daliye
2. Mobile number daliye
3. Yahan email id daliye
4. Ab yahan aapko apna password dalna hai. Passwork ek badhiya daliye. Jise koi bhi guess na kar sake. Apna mobile number, naam ya date of birth se related password mkabhi mat daliye. Ye kabhi bhi chori ho sakte hain.
5. Ab aap sign up par click kar dijiye. Ab frecharge app ko aise open hi chhod dijiye.
Step 5:- Ab aapke mobile number ya email id par ( Jo bhi aapne shuru wale page me dala hoga) ek OTP code ayega . Use check kariye or copy kar lijiye.
Step 6:- Ab freecharge wale app me wapas ayiye or jo page khula hai us par wo OTP paste kar dijiye or submit par click kar dijiye.
Congratulation aapne account bna liya hai. Ab aap paise add, transfer ya request kar sakte hain.
Freecharge me debit/ credit card se paise kaise add kare
Step 1:- Niche di gyi image dkhiye or jahan btaya gya hai wahan click kariye. Jo page open ho us par aapko jo amount add krna hai wo daliye or Add money par click kar dijiye
Step 2:- Ab jo page open hoga. Us par aapko jo amount add karna hai wo daliye or add money par click kar dijiye.
Step 2:- Ab jo page open hoga. Us par teen option hoga.
1. Credit/ debit card
2.Net banking
3. Save cards
Step 3:- Agar debit ya credit card se paise add karna hai to pahle wale option par click kariye.
Step 4:- Ab jo page khula hai. Us par
1. Apna debit card ( Visa card/ master card ) ka number dalna hai.
2. Yahan apko apne card ki expiry date dalni hai.
Ye bhi jaane:-
3. Yahan aapko apna CVV dalna hai. CVV aapke card ke back side me 3 number ka diya hota hai.
( Note- Apna card number, expiry date or cvv kisi ke sath share na kare. )
Stpe 5 :- Ab add money par click kar dijiye. Bas aapke freecharge me money add ho gayi hai.
Net banking se money add karne ka tarika
Step 1:- Net banking wale option me jayiye or apna bank select kariye.
Step 2:- Ab jo page open hoga. Us par apna user id or pasword daliye. Ye user id or password aapko aapke bank se net banking keliye issue kiya jata hai.
Step 3:- User id or password dal kar paymet login par click kar dijiye.
Step 4:- Ab confirmation par click kariye. Bas net banking ke help se aapne paise add kar liye hai.
( Note- Agar aapne card se paise add kiye hain to agli baar paise add karne ke liye direct save cards par click karke or apna CVV dalkar easy money add kar sakte hain)
Freecharge se paise transfer kaise kare
Ab baari aati hai ki paise kisi ko kaise bheje ya send kare.
Step 1:- niche diye image me dekhiye. Pay or send money par clik kariye.
Step 2:- Ab aake samne paise bhejne ya transfer karne ke 5 option aa gaye hain.
1. Mobile number- is par click kariye ( Is option se aap kisi ko kahin se bhi paise bhej sakte hain) or jise paise bhejne hain
Freecharge se freecharg par hi paise transfer kiye ja sakte hain. Ye online shopping me bhi use kiya ja sakta hai jinhe freecharge allow karta hai. Sari online services ko support ya allow nahi karta. Isake alawa isase merchants ko aap direct freecharge kar sakte hai.
Freecharg me ek baar me kitane paise add kiye ja sakte hain. Or kitne transfer kar sakte hain
Aap ek bar me maximum 20000 add kar sakte hain. Ek baar me maximum 10000 rs. tak send kar sakte hai. Uske bad dobara add kar sakte hain.
Freecharge se bank me paise transfer kiye ja sakte hain ya nahi.
Aap bank me paise transfer nahi kr sakte hai balki withdraw kar sakte hain. Iske liye ek ristriction rule hai. Ise kafee achi tarike se samjhana padega.
To ab aapko pta chal gya hai ki kaise aap apne Bank se freecharge me paise add kare or kaise transfer, send ya pay kar sakte hain. Agar aapko frecharg using me kisi tarah ki problem ho rahi hai to comment karke puch sakte hai. Apna card detail share ya comment na kare.

- Apple( IPhone ) hai to App store se
- Android hai to google play se
- Window phone hai to window store se

- uska number daliye ( us number se bhi freecharge me account bna hua ho ).
- Jitne paise dene hain wo daliye.
- Yahan agar aap paise dene ke sath kuch comment karna chahte hai to wo likh dijiye.
- Pay par click kar dijiye. Ab aapke paise succesfully transfer ho gaye hain.
2. ONTHEGO PIN - Yah suvidha aap kisi shop( dukan) par prayog kar sakte hain.
- Is par click kariye. Next page open hoga.
- Ek PIN diya gya hoga. Jo har 1 minute me badalta rahta hai.
- Dukandar ko apna freecharge registered mobile number batayiye.
- Ab ye PIN batayiye.
- Dukan dar ye PIN dalakar jo paise use lene honge wo dalega or payment succesfully ho jayega.
3. Scan QR code- isase aap kisi ko bhi payment kar sakte hain.
- Bas is par click kariye.
- Ab jise payment karna hai uska QR code scan kariye
- Amount daliye.
- Pay kr dijiye.
4. Show QR code - ye facility bhi dukandar ya merchants ke liye hai
- Is par click kariye.
- Ab aapke samne aapka freecharge QR code aa jayega.
- Ab jise paise transfer karne hain. Wo aapka QR code scan karega.
- Amount dalega.
- Payment recieved par click karke successfully aapse paise le lega.
5. Sound payment- Iska bhi prayog aap kisi merchant ko payment karne kar sakte hain. Iske liye merchant ( Dukandar ) ke paas ek khas machine hoti hai jiski tone se aapka mobile aapki freecharge id pahchanta hai. Or payment easliye ho jati hai.
Freecharge request money kya hai. Kise use kare.
Aap freecharge ke help se kisi se bhi paise ke liye message bhej kar request kar sakte hai. Bas jis nber par aap rquest karenge wo freecharge me registered hona chahiye.
Step 1:- Niche di gai screen dekhiye. Or bataye gaye option par click kariye.
Step 2:- Ab aap jisase paise mangana ya request karna chahte hain. Uska number daliye or amount daliye jo aap request karna chahte hain.
Step 3:- Ab Request par click kar dijiye.
Apka message successfully uske paas chla gya hai. Ab simple agar wo apko payment karna chahega to bas freecharge me pay par click karega or aapko paise mil jayenge. Haan lekin iske liye uske freecharge account me utane paise hone chahiye jitne aapne request kiye hain. Nahi to edit karke jo uske account me honge wo bhej sakta hai.
Ye bhi padhe-

Frecharge se jude kuch question jo aap janana chahege.
Freecharge se paise kaise or kahan transfer kiye ja sakte hain.
Freecharge se paise kaise or kahan transfer kiye ja sakte hain.
Freecharge se freecharg par hi paise transfer kiye ja sakte hain. Ye online shopping me bhi use kiya ja sakta hai jinhe freecharge allow karta hai. Sari online services ko support ya allow nahi karta. Isake alawa isase merchants ko aap direct freecharge kar sakte hai.
Freecharg me ek baar me kitane paise add kiye ja sakte hain. Or kitne transfer kar sakte hain
Aap ek bar me maximum 20000 add kar sakte hain. Ek baar me maximum 10000 rs. tak send kar sakte hai. Uske bad dobara add kar sakte hain.
Freecharge se bank me paise transfer kiye ja sakte hain ya nahi.
Aap bank me paise transfer nahi kr sakte hai balki withdraw kar sakte hain. Iske liye ek ristriction rule hai. Ise kafee achi tarike se samjhana padega.
To ab aapko pta chal gya hai ki kaise aap apne Bank se freecharge me paise add kare or kaise transfer, send ya pay kar sakte hain. Agar aapko frecharg using me kisi tarah ki problem ho rahi hai to comment karke puch sakte hai. Apna card detail share ya comment na kare.
Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.