X

Hamara Facebook page like kare

Aisi bahut si jankari ke liyePlease! Like

Contact Us

Jio ki speed kaise badhaye

Reliance jio 4G me internet me browsing ho ya downloading speed bahut hi slow ho gayi hai. Badhati demand ke karan aisa hona hi tha. Lekin agar aap is slow internet se pareshan ho gaye hai to aaj mai aapko Aapke Jio ke data speed ko boost ya tej karne ki aisi trick bataunga jo 100% working hai. Aayiye dekhte hain ki Jio ki 4G speed ko kaise jabardast increase kare ya badhaye ?




Reliance Jio ki internet speed high karne ka tarika

Aapne internet me bahut se aise post padhe honge jisme aapki jio speed badha kar 10MBps kar dene ki baat kahi jati hai. Lekin jab aap use follow karte hain to 1 MBps bhi nahi hoti. Kyoki iska newtwork itna wide ho gya hai ki ab 4G service me ye possibl nahi rah gya. Iske liye ab internet ki next generation yani ki 5G ka wait karna padega. Lekin aaj mai aapko jo trick btaunga usase aap 1mbps se browing or 3-4mbps se dowloading kar sakenge. Or agar itani speed bhi mil jaye to ye kam nahi hai.

Apne Reliance ka data speed badhane ke liye ye steps follow kariye


Step 1:- Apne mobile ki setting me jakar Cellular network me jayiye. Agar direct setting me ye option na dikhe to aap More par click kare.




Ab aapko Cellular network ka option dikh jayega.




Step 2:- Ab aapko Access Point Name ya APN me click karna hai.





Step 3:- Access point name me aapko pahle se jionet dikhega. Isi se aapka internet chal rha hai. Ab aapko isme kuch aisa karna hai ki aapki internet ekdam se high speed ho jaye.


Step 4:- Aapko Jionet me kuch chhedchhad nahi karni hai balki ek new APN add karna hai. Iske liye aap + par click kare ya aapke mobile me Add new APN diya gya hoga.




Step 5:- Ab aapke samne jo screen open hogi usme 20 option diye gaye. Jiasa ki aap niche image me dekh sakte hain.






Step 6:- Ye sare option me aapko jo karna hai wo mai aapko alag alag btata hu. Bas use follow karke thik thik aisa hi aapko apne mobile me APN setting karni hai.

Name - Kuch bhi dal dijiye. Jo aap chahe.

APN - me jionet ( small letter ) daliye

Proxy - kuch nahi karna

Port - kuh nahi karna

Username - kuch nahi karna

Password - kuch nahi karna hai

Server- me www.jio.com daliye


Ye bhi jaane:-










MMSC - kuch nahi karna

MMS Proxy - kuch nahi karna

MMS Port- kuch nahi karna

MCC - kuch nahi karna

MNC - kuch nahi karna

Authentication type- kuch nahi karna

APN type- me default,xcap daliye

APN protocal- me IPv4 daliye

APN roaming protocal - me IPv4  daliye

APN enable/disable-:aise hi chhod djiye

Bearer- me jis par pahle se tick hoga use untick kar dijiye. Or LTE par click kar dijiye

MVNO type- me SPN click kariye.

MVNO value- me pahle se Jio likha hoga. Use Jio 4G kar dijiye.



Step 7:+ Bas ab aapne setting complete kar di hai. Ise save kar dijiye. Save kare ke liye option par click kariye.




Ab save par click kar dijiye.




Step 8:- Ab ek baar back button par click karke pichhe ayiye or Is new APN  par tick kariye.

Bas aap apna net chla kar kar dekhiye. Aapke browing or downloading me unbelievable speed ho gayi hogi.


Agar aap apni JIO interet ki ek din ki imit 1 GB se bdhana chahte hain to iska sach jaane ki kya ye real me badhaya ja sakta hai ya nahi.  ye post padhe






To ab aapko ye pta chal gya hoga ki aap Reliance Jio internet ki speed kaise badha sakte hain. Ye post aapko achi lage to share kriye or agar APN setting me kisi tarah ki koi pareshani ho ya Net ki speed na badhe to comment karke puchh sakte hai

Comments