Phonepe account kaise banaye
Agar aapke kayi bank me account hain to online transaction ke liye ab aapko unki alag alag app download krne ki koi jarurat nahi hai. Aap sirf ek app Phonepe ki help se kisi bhi bank se kisi bhi bank me asani se money transfer kar sakte hain. Bas iske liye kuch khas bato ka dhyan dena hoga. Ayiye dekhte hai Phonepe kya hai. Ise kaise use kare, money add or transfer kaise kare.
Phonepe par account kaise banaye
Step 1:- Sabse pahle niche diye gaye link par click karke google play store se app download kare
Phonepe App download
Step 2:- App open kariye. Apni language select kariye.
Step 3:- Ab aapke samne jo page open hoga us par sim card select karne ke option ayega. Aap apne jis bank account se transaction karna chahte hain us account me registered mobile number ki sim card ko select kare.
Step 4:- Ab aapka naam or email id apne aap aapke mobile se fetch hokar aa jayegi. Agar nahi hoti hai to aap dal akte hain.
1. Apna naam daliye
2. Apni email id daliye
3. Yahan password daliye. 4 number ka ATM pin jaisa. Jo aapko yaad rahe.
4 Ab activate account par click kar dijiye.
Step 5:- Ab aapko apna VPA bnana hai. Iska kya use hai. Wo aapko post ke last me btaya gya hai. Aap ise kuch bhi bna sakte hain. Jaise mera naam anush hai to anushkumar11 ya kumaranush22 ya anushkr@1. Isi tarah aap bhi bna sakte hain. Lekin aisa bnana hai jo yaad rahe.
Step 6:-Ab aapko apna bank select karna hai. Jo page open hoga usme se aapka account jis bank me hai wo select kar lijiye.
Step 7:- Ab apka account automatic fetch ho jayega. Matlab apka account isme add ho gya hai. Ab aapko paise transfer karne hain.
Phonepe se paise transfer karne ka tarika
Step 1- Niche di huyi image dekhiye or send par click kariye.
Step 2:-Ab aapke samne 3 option honge.
1. Mobile number
2. VPAS
3. Bank account
Bank account par click kariye. Aur niche add bank account par click kariye.
Step 2:- Ab jo page open hoga. Jiske account me paise transfer karne hain uska
1. IFSC code daliye. Agar aapko nahi maloom hai to IFSC par click karke pta kariye.
2. Uska naam daliye ( Jo bank account me diya gya ho )
3. Account number daliye
4. Account number confirm kariye. ( Dobara daliye )
5. Ab confirm par click kar dijiye
Step 3:- Ab ek pop-window open hogi. Usme Yes par click kariye.
Ye bhi padhe
Step 4:- Ab jo page open hoga. Us par aapko jo paise transfer karne hain wo dal dijiye. Aapka bank account detail, payee ka account detail pahle se di gayi hogi.
Step 5:- Ab send par clikc kar dijiye. Aapka paisa aapne safely transfer kar diy hai. Isi tarah app apne account se e-wallet me easily transfer karna hai.
Phonepe me ek se jyada account kaise add kare
Ek se jyada account add karne ke liye jaruri hai ki aapka same mobile number hi us bank account se bhi registered ho.
Step 1:- Left side me di gayi 3 line ( Menu option ) par click kariye.
Step 2:- Ab bank account par clic kariye. Jo page open hoga us par aapka pahle se add account diya gya hoga. Ab usi page me niche Add new bank account par click kariye.
Step 3:- Ab apna dusra bank account jis bank me ho us par clik kariye.
Bas aapke Phonepe app me 2 account add ho gaye hain. Ab jis account se paise tranafer krne ho usase kariye.
Aise hi aap apne or bhi account add akr sakte hain bas aapka wahi mobile number sabhi account se registered hone chahiye. Jo aapke mobile me lage huye ho.
VPAs kya hai. isase paise kaise transfer kaise kare
VPA ( Virtual Payment Address ) ek prakar ka apka account address hota hai. Jisake madhyam se aap easy tarike se money transfr kar sakte hain.
Step 1:- Send option me jayiye. Yahan 3 option me se dusra VPAs par click kariye.
Step 2:- Ab apko jise paise bhejne hain uska VPA pta hona chahiye. ( Jo VPA aapne app me account activate karte samay banaya tha. Wo aapka VPA hai. Jise aap kisi se paise lene ke liye use kar sakte hain.)
Step 3:- Ab aapko jo paise bhejne hain wo amount daliye or send par click kar dijiye.
Is tarah aap VPA dwara bhi paise len den kar sakte hain.
Last word
Baki e- wallet ki tarah aap ise bhi use kar sakte hain. Or apna mobile, dish recharge, electricity bill, gas booking or bhi bahut se kaam kar sakte hain. Kul milakar phonepe ek aisa multi-app hai jo aapke kisi bhi tarah ke online transaction ka jariya ban sakta hai. Isme transaction ke liye kuch normal charges lagte hai jo lagbhag har e-wallet or banking app me lagte hain.
To ab aap jan gaye hain ki kaise online kisi bhi bank se kisi bhi bank account me paise send kar sakte hain. Phonepe me account kaise bnana hai or paise kis tarah easily add karke transfer karna hai. Agar in process me aapko koi pareshani ho to comment karke puch sakte hain. Post ko share bhi kare. Taki sabko is easy money transfer tarike ka pta chal sake.

Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.