Mobile se UP Police me online F.I.R (e-FIR ) kaise register karaye.
UP Sarkar aajkal bahut hi ache kaam kar rahi hai. Badhate crime ko dekhte huye or aam logo ki pahuch Police tak asani se karne ke liye UP gov. ne eFIR ki suvidha start kar di hai. Aajkal choti si chij khone par bhi badi anhoni ka khatra hota hai. Isliye F.I.R bahut jaruri hai. Ab internet ki suvidha se aap apni kisi bhi tarah ki complaint ko UP police tak pahucha sakte hain or online FIR likhawa sakte hain.
Yahan mai aap ko mobile se e-FIR ka tarika bataunga. Waise to aap kisi bhi prakar ( agyat abhyukt or gair- sangin mamlo ke khilaf ) ki FIR likhwa sakte hain. Mai yahan par aapko kisi khoyi huyi cheez par FIR ka example lekar samajhata hu.
Mobile se online F.I.R kaise likhawaye
Step 1:- Browser me UP Police ki website me jayiye
https://uppolice.gov.in
Step 2:- Ab agar aap mobile se FIR lodge karwana chahte hain to website khulne ke baad aap UP Police ki site ke main page me aa gaye honge. Main page ke right side me dikh rahi 3 lines par click kare.
Step 3:- Aapke samne jo menu open hoga us par citizen services par click kare
Step 4:- Ab jo list aapke samne hogi usme se e-FIR par click kare.
Step 5:- Aapke samne website login ka page open hoga. Lekin aap is site me naye hai is liye aapko create citizen login par click karke is par registration karana padega.
Step 6:- Create citizen login par click karte hi niche diya hua page ayega. Is par apni sari detail bhare. Or submit par click kar dijiye. ( Note:- Apni sari detail sahi sahi bhare kyoki aap legal process use karne ja rhe hai isliye aapke dwara di gayi jaankari fake ya galat nahi honi chahiye.)
Step 7:- Website par registered hone ke baad aapke samne 3 option honge.
Ye bhi jaane :-
![]() |
How to register e-FIR in U.P.Police (Hindi Jankari)+ |

3 lines par click kariye |
Step 3:- Aapke samne jo menu open hoga us par citizen services par click kare
![]() |
Citizen services par click kariye |
Step 4:- Ab jo list aapke samne hogi usme se e-FIR par click kare.
![]() |
e-FIR par click kare |
Step 5:- Aapke samne website login ka page open hoga. Lekin aap is site me naye hai is liye aapko create citizen login par click karke is par registration karana padega.
![]() |
Create citizen login par click karke ragistration karaye |
Step 6:- Create citizen login par click karte hi niche diya hua page ayega. Is par apni sari detail bhare. Or submit par click kar dijiye. ( Note:- Apni sari detail sahi sahi bhare kyoki aap legal process use karne ja rhe hai isliye aapke dwara di gayi jaankari fake ya galat nahi honi chahiye.)
![]() |
Apni details bhariye |
Step 7:- Website par registered hone ke baad aapke samne 3 option honge.
- Register FIR
- View registered FIR
- FAQ
Step 8:- Register lost FIR par click kariye. Aapke samne ye option aayenge. Inhe sahi sahi bhare.
- Personal detail ( Aapki jankari )
- Place of occurance ( Ghatna ki jagah )
- Lost article (Khoyi huyi cheez )
Step 9-: Upar diye gaye detail fill kariye or next par click kariye.
Step 10:- Process pura hote hi aapne personal detail me jo mobile number or email dia hai us par ek OTP aaeyga. Us OTP ko ab jo page aapke samne open hoga is par fill karke confirm par click kar dijiye.
Ye bhi jaane :-
Step 11:- Jab aapki report UP Police dwara darj kar li jayegi to aapke email id par ek mail ayegi jis par apki FIR ki copy PDF format me hogi. Aap chahe to ise print krwa kar iski hard copy rakh sakte hain.
Kisi ke khilaf FIR koi chhoti baat nahi hoti. Isliye ise darj karne se pahle Police administration dwara mamle ki puri janch ki jati hai. Uske baad hi FIR likhi jati hai. Iske baare me thoda detail se jante hain.
e-FIR kaise register hoti hai. Process in hindi

- Aap website par apni ek user ID banate hai.
- Id banankar apni complaint register karate hain.
- Aapke area se related S.H.O aapki complaint par is case par ek enquiry officer appoint karte hain.
- Case ki enquiry karke office iski report submit karte hain.
- S.H.O is report ko review ( punarvilokan ) karte hain. Case ki seariousness ko dekhte huye kya action lena hai decide kia jata hai.
- Agar FIR likhneki jarurat samajh me aati hai to signed complaint ke liye aapko bulaya jata hai.
( Note- Jhooti ya farji FIR likhwane ke virudh kadi karwayi ki jati hai.)
To mere khyal me ab aapko pta chal gya hoga ki Aap aap Asani se online FIR kaise darz karwa sakte hain. Mere khyal me kabhi kisi ke sath aisa na ho ki FIR likhwane ki jarurat pade lekin fir bi aapko jarurat padti hai or aapko eFIR me kisi tarah ki parsshani hoti hai to aap comment karke puch sakte hain.

9868472939 sir ye no bhut preshan kar raha h ghar walo ko gali bhi deta h
ReplyDeleteHarish Ji aap true caller par jakar is number ko check kariye. Naam or location pta chal jayega. Fir aap FIR likhwa dijiye.
DeleteDusara solution hai ki apke jis number par call a rha hai. Agar wo number jyada important na ho number badal kar dusra le lijiye.
Mere hisab se FIR jaruri hai. Taki aise logo ko sahinsabak mile. Police aapki har madad karegi. Dariye mat
sir mere dost ne mujse 2600 liye usne kaha mere ko jaroorat hai mai 3 may ko de duga pura lekin june ho gya aur wo de nahi raha hain kal kal kar ke ek month laga diya. maine kaha ki paisa nahi doge to mai FIR karne wala hun to kiya mai FIR online kar sakta hun, ya nahi. please reply me.
ReplyDeleteSambhav aap jo FIR karna chahte ho agar wo gair sangeen jurm ke antargat aata hoga to online jarur ho jayegi
Delete