Android mobile phone ke ye hidden secret codes. Jo apko jarur janane chahiye
Android me kuch hidden features hain jo aaj bhi shayad aapko pta nahi honge. Aise hi kayi sare chhupe huye secret code bhi hain. Jise agar aap jan jaye to android mobile chlana aapke baaye haath ka khel ho jayega. Ise janana jaruri bhi hai kyoki inme wo code bhi hain jo aapke phone ke hang hone se bacha sakte hain or aise hi bahut kuch aap bas ek code se hi kar sakte hain.
Smartphone apne aap me ek jarurat ban gayi hai. Aaj har insan ke paas kam se kam ek phone jarur hai. Smartphone ki duniya me Android ne bahut hi teji se apni jagah banayi hai. Iska karan hai iska sasta price or aise features jo kisi ko bhi apna deewana bna sakte hain. Sabse badi baat android app store ka bahut hi bada platfarm google play store hai. To agar aap bhi android user hai to in diye huye secret codes ko jarur janiye.
Hidden ( chhupe ) android secret codes
Phone ko reset karne ka code kya hai
*#*#778O#*#*
GPS test karne ka code kya hai
*#*#I472365#*#*
Audio test karne ka code kya hai
Audio test karne ka code kya hai
*#*#0673#*#* OR *#*#0289#*#*
Touch screen test karne ka code kya hai
Touch screen test karne ka code kya hai
*#*#2664#*#*
Media files backup ka code kya hai
Media files backup ka code kya hai
#’#273283*255*663282*#*#*
Packet loopback test karne ka code kya hai
*#*#0283#*#*
Phone ko format karne ka code kya hai
*2767*3855# Phone ko format karne ka code kya hai
Wireless Lan test karne ka code
*#*#232339#*#* OR *#*#526#*#*
Different GPS Test ka code
Different GPS Test ka code
*#*# 1575#*#*
Phone ki complete information ka code
Phone ki complete information ka code
*#*#4636#*#*‘
Touch screen ka version janane ka code
Touch screen ka version janane ka code
*#*#2663#*#*
Bluetooth device address Display ka code
Bluetooth device address Display ka code
*#*#232337#*#
PDA, Phone. Hardware, RF Call Date ka code
PDA, Phone. Hardware, RF Call Date ka code
*#*#4986*2650468#*#*
Build Time ka code
Build Time ka code
*#*#44336#*#*
IMEI Number dekhne ka code
IMEI Number dekhne ka code
*#06#
Google Talk Service Monitoring ka code
Google Talk Service Monitoring ka code
*#*#8255#*#*
FTA Software Version or Hardware version pta karne ka code
FTA Software Version or Hardware version pta karne ka code
*#*#I I I I#*#* | *‘#*#2222#*#*
ROM version pta karne ka code
ROM version pta karne ka code
*#*#3264#*#*
Bluetooth testing karne ka code
Bluetooth testing karne ka code
*#*#23233I#‘*#*
PDA and phone firmware information ka code
PDA and phone firmware information ka code
*#*# 1234#’#’
LCD Display Test karne ka code
LCD Display Test karne ka code
*#*#0*#*#*
Vibration and Backlight Testing ka code
*#*#0842#*#*
Proximity Sensor test kc code
*#*#0588#*#*
Wi- Fi Mac Address pta karne ka code
Proximity Sensor test kc code
*#*#0588#*#*
Wi- Fi Mac Address pta karne ka code
*#*#232338#*#*
Field test karne ka code
Field test karne ka code
*#*#7262626#*#*
Phone ka camera update karne ka code
Phone ka camera update karne ka code
*#*#34971539#*#*
Test Mode Enable karne ka code
Test Mode Enable karne ka code
*#*#19732840#*#*
Code source google
Ye sare codes aap kabhi bhi is website par aakar dekh sakte hain. Aise hi bahut se hidden features bhi hain jo aapke android me hain jo aap jante bhi nhi honge. Agli post me janege aapke phone me chhupa hua hai ek secret time paas game. Tab tak aap in codes ko try kare or codes se related kisi problem ke liye comment karke puche.
Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.