Android me hidden secret time pass game kaise khele
I am sure aapko ye nahi pta hoga ki aapke android mobile phone me ek time pass game bhi hai. Agar aap game ke shaukeen nahi hai to apne mobile phone me bhi rakhna pasand nahi karte honge. Lekin fir bhi agar achanak kabhi aapka man ho jata hai ki koi game khelna hai to aapko game download karne ki koi jarurat nahi hai. Aayiye dekhe hidden secret game kahan hai or kaun sa hai or khelne ka tarika kya hai.
Agar aapko yaad hai to mobile phone me game ka trend bahut hi purana hai my mere hisab se landline ke baad jab se screen wale keypad mobile phone chalne start huye hain. Har ek me ek chhota sa video game jarur hota tha. Aapko bounce ball or snaxia to yaad hi hoga. Aaj bhi keypad mobile me ek game jarur hota hai.
Kya aapne dhyan diya hai ki market me android mobile aaya to usme koi pre-install game kyo nahi rahta. Shayad aapne notice kiya hoga or ye soch kar chhod diya hoga ki android ke liye google play store me itane game hai isliye nahi hote.
Lekin aisa nahi hai Aakhir mobile company apni parampra kaise tod sakti hai. Isliye har android mobile me ek pre- installed game hota hai. Lekin hide hota hai. Chaliye ab use dhudh ke nikalte hain.
Android me chupa game khelne ki trick
Step 1:- Apne mobile ke setting me jayiye.
Step 2:- Ab setting me About phone ya About device ( Jo bhi aapke phone me ho ) me jayiye.
Step 3:- About phone me click karte hi aapke samne kayi option aa jayenge. Unme se ek option Android version hai. Agar nahi dikhta to software info dikh rha hoga. is par click karke aapko Android version dikh jayega.
Step 4:- Ab android version par 4 se 5 baar jaldi jaldi touch kariye. Aapke phone me niche di huyi screen open ho jayegi.
( Note- Waise 4-5 touch me ye work kar jayega. Agar nahi karta to dobara jaldi jaldi halke haath se kuch or baar touch kariye )
Step 4:- Ab aapke samne jo screen open huyi hai us par pahle do baar touch kariye. Ab tisari baar touch karke screen par se haath nahi hatana hai.
Ab aapke screen me android secret hidden game open ho jayega. Aap niche screen me dekh sakte hain
Ab play button par click kariye or time pass kariye.
Ye game chhoti si or simple si hai lekin hide hone ke kaaran kafee interesting hai.
To agar aap apne family ya friends me pahle wo person jise is game ke baare me pta chla hai to iske baare me or logo ko bta kar apni image android master ki bna sakte hain.
Haan game ke baare btane ke baad ye btana na bhule ki aapne ye kya2kaise.com se sikhi hai. Aisi bahut se mobile tricks aap is category me click karke jaan sakte hain. Post achi lage to share jarur kare. Aise or bhi naye naye mobile tricks ke liye is website ko apne bookmark me add kar lijiye. Game launch karne me kisi tarah ki koi problem ho to comment karke puch sakte hain.

Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.