Blogger ya wordpress Blog me related post widget asani se kaise lagaye
Blogging me related post ka widget bahut important role play karta hai. Agar ap nahi jante ki ye kya kaam karta hai, ise blog ya website me add kaise kare or lagane ke kya fayde hain to is post me iski puri jankari apko mil jayegi. Sabse pahle iska role jante hain. Uske baad ise wordpress ya blogger ya kisi bhi blogging platfarm ke blog me kaise lagate hain ye janenge
Blog me related post widget ka kya role hai
Agar aap blogging karte hain to jante honge ki ek ek post kitni mehanat se likhi jati hai or agar iska acha response mile to khud ko bhi acha lagta hai. Koi reader apke website me aata hai ek post padh kar chla jata hai to isase aapke blog ki performence par bhi bura asar padta hai sath hi google ranking, alexa ranking or income par bhi bura asar padta hai. Koi bhi reader aapke blog me ayega to next page tabhi open karega jab use usi post se milta julta kuch mil jayega or use interesting lagega.
Blog me related post widget lagane ka tarika
Step 1:- Sabse pahle niche di huyi link se linkwithin ki website open kare.
Linkwithin
Step 2:- website open hote hi aapke samne ek page khulega. Jis par kuch aise option honge. Niche di gayi image dekhiye.
Step 3:- Ab in options ko aise bhariye.
1. Apni email id daliye
2. Apne blog ya website ka naam daliye. Jaise ki image me diya gya hai.
Jaise- http://www.kya2kaise.com
Note- http://www ke sath dalna hai
3. Ab apne blogging ka platfarm select kijiye. Matlab aap blogger, wordpress, typad ya jis par blogging karte ho use select kariye.
4. Ab width select kariye ki aap ek post ke sath kitane related post show karwana chahte hain. Waie to 1 post ke sath 3 thik lagate hai or is par pahle se diya bhi hota hai. Lekin aap chahe to 4 ya 5 bhi chun sakte hain.
5. Ab agar aapka blog colour aisa hai ki background colour dark hai or writing light hai. Yani ki maan lijiye ki kaali screen par safed rang ki likhawat ya aise milta julta hai to ise 5ve option par ticknkar dijiye. Lekin agar normal colour blog ( Jaisa ki ye blog hai ) to tick mat kariye. Aise hi chhod dijiye.
Step 4:- Ab Get widget par click kar dijiye.
Step 5- Ab jo page open hoga. Us par Install here par click kariye.
Step 6:- install here par click karte hi aap sidhe apne blogging platfarm par chale jayenge.
Step 7:- Ab yahan se aap ise drop ya down karke apne blog me jahan lagana chahe wahan set kar dijiye..
Ye bhi padhe:-
Aapne aasani ke sath apne blog me related post widget set kar diya hai.
Iska kaam kya hai or fayde kya hain
Related post wala widget aapki ek post ke sath usi topic ya category se related kayi or post show karwata hai. Jisase reader ka interest bane or aapke pageview badhe.
Jaise aap meri website ya blog me abhi aaye hain to blogging se judi information ke liye aaye hai. Is blog me kayi alag categories hai. Agar aapko is post ke just baad blogging se judi kuch or information dikhegi to ho sakta hai ki aap usme se kuch or post bhi padhe. Isase blog ka bounce rate kam hota hai or agar aapko kuch post achi lagi to ap is website me future me dobara jarur aana chahenge. Wahi featured ya popular post me aisa nhi hota. Or ho sakta hai ki reader ko uske matlab ki or post najar na aaye or turant wapas chla jaye. Isase aapke blog ko nukan hoga.
Post ke beech me or post ki link dalne par hone wala fayda to aapko pta hi hoga. Related post widget isame bhi aapi help karta hai
To ab aap jan gaye hai ki blog me related post ka widget kaise add karte hai. Agar aapko ise apne blog me lagane me kuch problem ho to comment karke puch sakte hain. Post achi lage to blogging se related kuch or post padh kar jaye.

Bhot hi accha jankari share kiya hai aapne nice post
ReplyDeleteThanks
Delete