Jio money app me account kaise banaye. Paise add or transfer kaise kare
Agar aapne ab tak online transaction shuru kar diya hai to ab Jio money app use karne ka time aa gya hai. Ayiye dekhte hain Jio money app kaise use karte hain or isme money add karke online transaction kaise karte hain.
Reliance group ke baare me aaj duniya ka har insan janta hai. Naam ki tarah India me viahwas jamane wali reliance ne September me Jio ki free sim ke sath My jio apps bhi launch kiya tha. Jinme se ek hai Jio money. Agar aapne Paytm use kiya hai ya freecharge wallet ke baare me achi tarah jante hain tab to is app ko chalane me aapko kuch khas dikkat nahi hogi. Lekin agar aap pahli baar koi digital wallet app chala rahe hain to apko tension lene ki jarurat nahi hai. Yahan mai aapko step by step Jio Money App use karne ka tarika btata hu.
Agar aapko Jio account bnane me ya paise add or transfer karne me koi problem ho ya isase judi koi or jnakari chahiye to aap comment kar sakte hain.

Jio money wallet account kaise banaye
Step 1:- Sabse pahle Jio money app apne mobile me download karne ke liye yahan click kare.
Step 2:- App download karke install karne ke baad open kare. Jo page open hoga usme apna mobile number dale or login/sign up par click kar dijiye
Note:- Jio ka number mat daliye. Agar aap jio ke alawa kisi number se account bnate hai to ye procedure follow kare.
Step 3:- Ab jo page open hua usme.
1. Apna first name daliye.
2. Apna surname daliye.
3. Ab male hai ya female ye dal dijiye.
4. Apni date of birth daliye.
Step 4:- Ab aapko apna ek password dalna hai. Aisa password jise koi dusra guess na kar sake. Password bnane se pahle aapko ye post jarur padhni chahiye.
Lekin ye itani assani se nahi banega. Agar aapne jaldi jaldi me bnaya to baar baar error likh kar aa jayega or frustate hokar aapne kya password dal diya ye aapko yaad bhi nahi rahega.
Isliye password kaisa bnana hai ise dhyan se dekhe.

1. Kam se kam 8 akshar ho.
2. Jisme kam se kam Ek capital letter ho ( A- Z) ho
3. Kam se kam ek small letter ( a-z) ho
4. Kam se kam ek number (1-9) ho
5. Kam se kam ek special charactor (@&£€$) ho
Jaise- Anushdev@8 ya anushRaj&5
Ise ek baar dobara dekh kar samajh lijiye. Or fir asani se password or confirm password me fill karke last me Create par click kar dijiye
Step 5:- Ab aapne jo mobile number dala hai us par ek code aayega. Ye OTP code hai. Ise dekh kar ab jo page open hua hai usme OTP wali jagah par dal dijiye.
Step 6: Ab last me Proceed par click kar dijiye.
Step 7:- Ab last me aapko apna ek MPIN dalna hai. Ye MPIN char number ka hoga. Jo aapko yaad rakhna pdega. Ye MPIN aapke Jio money account ko secure rakhega. Isliye dhyan se aisa daliye jo aapko yaad rakhne me saral ho.
Congratulation aapka Jio money account ban gya hai.
Agar aap jio ke number se account banate hain to ye steps follow kare.
Step 1:- Apna jio ka number daliye or login/sign up par click kariye.
Step 2:- Ab aapke samne jo page open hoga. Usme aapko
1. OTP ( Aapke jio wale numver par ek OTP code aayega ) dalna hai.
2. Ek strong password dapna hai. Password dalne ka process upar btaya gya hai.
3. Password confirm kariye. Or proceed par click kar dijiye.
Step 3:- Next page jo open hoga usme apka jio ka naam dalna hai. Ho sakta hai jiske naam se sim hai uska naam automatic aa jaye. Iske baad date of birth daliye. Ap male hain ya female wo daliye. Terms and condition par tick karke Proceed par click kar dijiye.
Step 4:- Apna MPIN select kariye.
Bas aapka account jio ke number se ban gya hai.
Step 4:- jahan credit/debit card likha hai wahan click kar dijiye. Ab jo page open hua hai usme aapko apne ATM card ki detail dalni hai.
1. Apne ATM card ke samne wale hisse me likha hua 16 number yahan dal dijiye.
2. Ab apna naam dal dijiye. Jaisa ki aapke card me ya aapke bank account me diya gya ho.
3. Ab apne card ki expiry date daliye. Expiry date aapke card ke samne likha hoga. Expired on ya Valid thru ke sath likha hoga. Ise is option me dal dijiye.
4. Ab aapko apne card ka CVV likhna hai. Ye aapke ATM card ke pichhe wale hisse me likha hoga. Apne card ko palat kar dekhiye. Jo bhi number likha hai uske last wale 3 number likh dijiye.
Step 5:- Ab debit card wale gole me click karke last me Proceed par click kar dijiye.
Aapke Jio money account me paise add ho gaye hain. Ab aap jahan chahe online transaction ke liye is app ko use kar sakte hain.
Step 3:-Agar apko kisi mobile number me paise bhejne hain to jis number me bhejna hai uska bhi account Jio money me bna hona chahiye. Agar aap mobile number par recharge karna chahte hain to iske liye dusra option hai. Uske baare me ham aage baat karenge. Send karne ke liye mobile number daliye.
Step 4:- Ab jitna amount dalna hai wo daliye or Proceed par click kar dijiye.

Jio money me paise add kaise kare
Ab aapko apne account me paise add karne hain.
Step 1:- Account bnane ke baad jo page open hoga usme ekdam samne aapko Add money ka option milega. Is par click kar dijiye.
Step 1:- Account bnane ke baad jo page open hoga usme ekdam samne aapko Add money ka option milega. Is par click kar dijiye.
Step 2:- Ab jo page open hua hai. Isme aapko jitna paisa add karna hai. Use dal dijiye jaise 100, 200 ya 500 ya 1000. Ab add par click kar dijiye.
Step 3:- Ab jo page open ho usme 2 option aayenge.
1. Net banking
2. Credit/debit card
Ab aapko jisase paise add karne hai usase kar liiye. Agar aapke paas Net banking ya credit card nahi hai to koi baat nahi. Aapke paas aapka ATM card to hoga hi.
Aapka ATM card hi debit card hai. Chaliye dekhte hain ATM card se money kaise add karte hain
Step 3:- Ab jo page open ho usme 2 option aayenge.
1. Net banking
2. Credit/debit card
Ab aapko jisase paise add karne hai usase kar liiye. Agar aapke paas Net banking ya credit card nahi hai to koi baat nahi. Aapke paas aapka ATM card to hoga hi.
Aapka ATM card hi debit card hai. Chaliye dekhte hain ATM card se money kaise add karte hain
Step 4:- jahan credit/debit card likha hai wahan click kar dijiye. Ab jo page open hua hai usme aapko apne ATM card ki detail dalni hai.
1. Apne ATM card ke samne wale hisse me likha hua 16 number yahan dal dijiye.
2. Ab apna naam dal dijiye. Jaisa ki aapke card me ya aapke bank account me diya gya ho.
3. Ab apne card ki expiry date daliye. Expiry date aapke card ke samne likha hoga. Expired on ya Valid thru ke sath likha hoga. Ise is option me dal dijiye.
4. Ab aapko apne card ka CVV likhna hai. Ye aapke ATM card ke pichhe wale hisse me likha hoga. Apne card ko palat kar dekhiye. Jo bhi number likha hai uske last wale 3 number likh dijiye.
Step 5:- Ab debit card wale gole me click karke last me Proceed par click kar dijiye.
Aapke Jio money account me paise add ho gaye hain. Ab aap jahan chahe online transaction ke liye is app ko use kar sakte hain.
Jio money se paise kaise transfer kare
Ab aapko paise transfer karne hain to aap kayi tarike se kar sakte hain. App ke main page me jayiye. Wahan aapko niche 4 option dikhege.
1. Pay bill and recharge
2. Pay at shop
3. Offers and loyalty
4. Money transfer.
Ab agar aapko kisi ko paise bhejne hain to dekhte hain kya karna padega.
Step 1:- Money transfer me click kariye.
Step 2:- Ab aapke samne 3 option honge.
Send
Request
Bank
Aap mobile number or Bank account me paise bhej sakte hain. Niche image me dekhiye.
Step 3:-Agar apko kisi mobile number me paise bhejne hain to jis number me bhejna hai uska bhi account Jio money me bna hona chahiye. Agar aap mobile number par recharge karna chahte hain to iske liye dusra option hai. Uske baare me ham aage baat karenge. Send karne ke liye mobile number daliye.
Step 4:- Ab jitna amount dalna hai wo daliye or Proceed par click kar dijiye.
Bas aapne asani se Dusare jio account wale mobile me paise send kar diya hai.
Isi tarah aap kisi ke bhi Bank account me bhi paise transfer kar sakte hain. Aayiye dekhte hain kaise. Ek baar niche di huyi image dekh kar start kare.
1. Jahan Bank likha hai. Wahan click kariye.
2. Ab Jis bank ka account hai. Uska naam daliye.
3. IFSC code daliye. Agar aapko Bank ka IFSC nahi maloom to Bagal me Serch IFSC likha hoga wahan click karke maloom lijiye.
4. Ab jiska account hai uska naam daliye. Naam dhyan se wahi dalna hai jo account me diya gya ho.
5. Ab account number daliye.
6. Ab aapko jitna paisa dalna hai wo likh dijiye or last me Proceed par click kar dijiye.
7. Ek baar aapne jo information dali hai wo check kar lijiye or confirm par click kar dijiye.
Bas aapne successfully apne manchahe Bank account me bhi paise transfer kar diye hain.

Jio money se mobile kaise recharge kare
Aap jio money se kisi bhi tarah ka bill bhi bhar sakte hain or mobile ya DTH bhi recharge kar sakte hain. To dekhte hain kaise.
Step 1:- Main page me sabse niche Pay bill and recharge par click kariye.
Step 2:- Ab Recharge par click kariye. Aapke samne 3 option aa jayenge. Mobile, DTH or data card.
Step 3:- Ab agar aapko Mobile recherge karna hai to apna Mobile number daliye.
Step 4:- Ab jitna amount recharge karna hai wo daliye.
Step 5:- Ab apna network provider daliye. Matlab aapka mobile number jis company ka hai jaise Airtel, BSNL, reliance etc.
Step 6:- Ab apna circle daliye. Matlab kis rajya ka sim hai. Jaise Panjab, Delhi, Uttar Pradesh etc.
Step 7:- last me Proceed par click kar dijiye. Aapka recharge ho jayega.
Jio money app kyo use kare
Agar aapne abhi tak Paytm, Freecharge, oxygen jaise wallet use kiye hain to jarur kahenge ki Jio money kyu use kare. Isme kya alag ya khaas hai. To aayiye dekhte hain ki Jio money baki sabhi Digital wallet app se different kaise hai.
1. Jio money Reliance company ki app hai. Or Kyoki ye Internet se juda kaam hai isliye aapke dimag me aisi baat aati hogi ki kahin kisi ne aapka account hack kar liya to aapke account se sare paise nikal sakta hai. Lekin aisa kuch nahi hai. Reliance India hi nahi puri duniya me ek jani mani or ek vishwasniy company hai. Isliye isme security par pura dhyan diya gya hai. Aap is baat se befikar rahe.
2. Is app me baki app ke mukable MPIN ki suvidha hai. Jo kisi or wallet app me abhi tak nahi diya gya hai. Isase aap apna jio money account sign out nahi bhi karenge to bhi ek baar app close karke open karne par aapko MPIN dalna padega.
3. Aajkal Jio Ki sim me ache ache offer chal rahe hain. Jio money se aap direct kisi bhi jio number par offer check karke recharge kar sakte hain.
MPIN galat hone par kya kare
Ek baar account sign in karne ke baad app close karke open karne par aapko MPIN dalna padega. Agar ye MPIN aapne 3 baar galat kar diya to aapka jio money app block ho jayega.
Isliye jo bhi MPIN daliye dhyan se daliye. Jo aapko easily yaad rah sake. Lekin agar aapka account block ho gya to tension lene ki jarurat nahi.
Bas aapko1800-891-9999 (toll-free) number par call karna hai Aapse kuch question puchhe jayenge or aapka account turant unblock ho jayega.
Agar aapko Jio account bnane me ya paise add or transfer karne me koi problem ho ya isase judi koi or jnakari chahiye to aap comment kar sakte hain.
क्या जियो मनी में एक दिन में एक ऐटीऍम से एक बार ही ऐड होगा
ReplyDeleteक्या जियो मनी में एक दिन में एक ऐटीऍम से एक बार ही ऐड होगा
ReplyDeleteJi nahi jio money me din me kayi baar paise add kar sakte hain.
DeleteKya Jiomoney account others sim card se bana skte hai
ReplyDeleteJi bilkul. Upar post me jio or non-jio dono ke sath account bnane ke bare me btaya gya hai
DeleteSir mene jiomaney se recharge but mujhe cassback kio nhi mila?
ReplyDeleteSir mene jiomoney se recharge kia but uska cashback kio nhi mila?
ReplyDeleteSandeep ji Cashback voucher aane me 2 din ka samay lag sakta hai. Aap wait kariye. Aa jayega
DeleteJio money mr koi bhi debit card se paise kyon nahi add ho rahe hain invalid card number batata raha hai
ReplyDeleteRashid aap Debit Card me kya use kar rahe hai. Ho sakta hai card no. Galat hai ya khrab ho chuka hai...
DeleteSir m jio money m paisa 4000 add kiya hu pr wah dubara account m transfer nhi ho rha h 15day ho gya or sath hi recharge krne pr paisa cut jata h pr recharge nhi hota
ReplyDeletePleas help
Sir m jio money m paisa 4000 add kiya hu pr wah dubara account m transfer nhi ho rha h 15day ho gya or sath hi recharge krne pr paisa cut jata h pr recharge nhi hota
ReplyDeletePleas help
bank me transfer karne ke liye Money transfer par click karke Bank ke option ko chune.. fir Bank detail dal kar transfer kar dijiye. Kisi problem ke liye aap Jio chat par direct message customer executive help le sakte hain. Iske liye padhe
DeleteJio chat kaise use kare Change
जियो मनी में रुपये क्रेडिट कार्ड के जरिए एड करने पर बैंक एकाउंट में मनी ट्रांसफर हो सकता है???
ReplyDeleteSorry maine abhi tak aisa kiya nahi. Lekin ye credit card policy par depend karta hai.
DeleteSir Jio money ka recharge cash se bhi ho skta h kya kaise ki airtel money ka recharge hota h..? Plz reply
ReplyDeleteAgar Jio money se recharge 399 krey ge to humko Kitna cashback Miley ga aur pytm se krey ge to Kitna miley ga
ReplyDeleteAgar Jio money se recharge 399 krey ge to humko Kitna cashback Miley ga aur pytm se krey ge to Kitna miley ga
ReplyDeleteJio ke cashback offer time to time badalte rahte hain. Isliye acha hoga ki aap Recharge karne se pahle ek bar jio mney ya paytm par khud hi check kariye.
DeleteSir jio money me DOB kaise change kare
ReplyDeleteSir maine jio se account kaise banye
ReplyDelete