Amazon ka order track kaise kare.
Kya aapne amazon par koi product order kiya hai or abhi tak wo aapke ghar nahi pahucha ? Online shopping me ye aam baat hai ki aapka samaan time se pahle ya baad me pahuche. Lekin aise me ise track kaise kare yani ki aapko ye pata kaise chale ki aapka order kiya hua samaan kahan pahuncha?
Agar aapki problem isase solve nahi hoti to aap amazon carrier helpline number par call kar sakte hain.
Friends agar aapko amazon shopping se judi koi or janakri Hindi ya English me chahiye to aap comment kar sakte hain
Agar aapne aisa koi product managaya tha jis par cash on delivery hai tab to thik lekin agar apne online payment already kar diya hai to tension hona lazmi hai.
Amazon jaise website kayi carrier service ki help se delivery karti hain. Waise to lagbhag har carrier service apne service ki tracking ki suvidha deti hai.
Lekin Amazon dwara shopping karne par aap iski website ke jariye easily jan sakte hain ki aapka product kab book hua, kab Shipping ke liye ready hua or kab tak aapke pass pahunch jaayega. To aayiye dekhte hain ki kaise jan sakte hain.
How to track order booking on amazon in Hindi
Step 1:- Sabse pahle Amazon ki website me jakar apni Id login kariye.
Step 2:- Ab jo main page open hoga. Us par jahan Your order likha hai wahan click kariye.
Step3:- Ab aapne jo bhi order amazon me kabhi bhi kiye honge sab ki history aa jayegi.
Sath me us items ki details aa jayegi jo aapne order ki hai lekin abhi tak aapke paas deliver nahi huyi hai. Aap iske saamne Track package par clik kar dijiye.
Step 4:- Track par click karte hi aapke saamne apki tracking Id aa jayegi. Sath hi aapke samne screen par aapka order processing kahan par hai ye bhi pata chal jayega.
Jaisa ki upar ki screen par aap dekh sakte hain ki maine jo order book kiya hai wo abhi shipping ke liye ready nahi hua hai.
Aapka order kab tak deliver ho jayega ye bhi date aapko dikh jayegi.
Jab aapka order shipping ke liye ready ho jayega to isi screen par aapko shipping ready show hone lagega or aapko us number par ek message aa jayega jo aapne amazn par register kiya hoga.
Isi tarah jab apka order delivery ke liye aapke local courier center me pahuch jayega to aapko ek or message aayega. Jisme aapko ye bataya jayega ki aapka order kis courier service se aa raha hai or aaj aapko aapka product mil jayega.
Iske baad jab aap apna order product recieve kar lenge to thodi der bad ek or message ayega jisme order delivered ka ek message aa jayega.
Ye bhi padhe
Agar galati se aapki jagah kisi or ne aapka order recieve kar liya to aapko message aayega. Jisase ki aap turant action le sakte hain.
Waise aisa kuch na ke barabar hi hota hai. Fir bhi agar aapke sath is tarah ki koi ghatana ho jaye to ye kare.
Aapke message me aaye courier service ka naam dekhiye.
Fir us courier service ka local area number google par search kare. Iske liye aap Google par Courier company ka naam sath me apna area or district mila kar likh dijiye.
Aapke screen par jo bhi result aayenge unme se kisi par click karke aapko asani se courier walo ka number mil jayega.
Ab aap unhe call karke apni problem bataye or apna order sahi jagah pahuchane ke liye request kar sakte hain.

Order galat deliver ho jane par kya kare
Agar galati se aapki jagah kisi or ne aapka order recieve kar liya to aapko message aayega. Jisase ki aap turant action le sakte hain.
Waise aisa kuch na ke barabar hi hota hai. Fir bhi agar aapke sath is tarah ki koi ghatana ho jaye to ye kare.
Aapke message me aaye courier service ka naam dekhiye.
Fir us courier service ka local area number google par search kare. Iske liye aap Google par Courier company ka naam sath me apna area or district mila kar likh dijiye.
Aapke screen par jo bhi result aayenge unme se kisi par click karke aapko asani se courier walo ka number mil jayega.
Ab aap unhe call karke apni problem bataye or apna order sahi jagah pahuchane ke liye request kar sakte hain.
Agar aapki problem isase solve nahi hoti to aap amazon carrier helpline number par call kar sakte hain.
Friends agar aapko amazon shopping se judi koi or janakri Hindi ya English me chahiye to aap comment kar sakte hain
Maine order dusre place ke liya kiya saman delivered hua ya nahi jise order kiya, tha kaise pata chalega
ReplyDelete