Facebook me block kiye user ko unblock kaise kare
Aapne facebook par kisi ko block kar diya hai ab use unblock kaise kare. Ye dikkat kayi logo ko aati hai. Pahle to wo kisi se tang aakar ya majak me hi kisi ko block kar dete hai lekin baad unhe unblock karne ka tarika na pata hone par pareshan hote hain.
Agar aap ke sath bhi aisa hi hai to iska solution aapko is post me mil jayega. Ayiye dekhte hain facebook par block user ko unblock kaise kar sakte hain.
Step 2:- Account open hote hi main page me aa jayenge. Ab menu par click kariye. Samajhne ke liye niche image dekhiye.
Step 3:- Menu par click karke aapke samne dher sare optoin aayenge. Yahan aapko Account setting ka option dhudna hai or us par click karna hai.
Account setting ka option jyadatar niche se panchwe number par hota hai. Aap niche image dekh kar samajh sakte hain.
Step 4:- Ab jo page open hoga usme usme aapko blocking ka option dikhega. Us par click kariye.
Step 5: Aapke samne un logo ki list a jayegi jise aapne block kiya hoga. Or har naam ke aage unblock likha hoga.
Ye bhi padhe
Ab aap jise unblock karna chahte hain uske nam ke aage unblock par click kar dijiye.
Bas isi tarah ap kabhi bhi aise hi kisi ko bhi jise aapne block kiya ho use unblock kar sakte hain.
Note: Aap jise unblock karenge. Agar aap use dobara block karna chahenge to aapko kam se kam 48 ghante ka wait karna padega.
Matlab ek baar kisi ko unblock karne ke 48 ghante baad hi use dobara block kiya ja sakta hai.
To dekha dosto ye kitna asan hai. Agar aapke paas facebook se juda koi or bhi question hai to aap mujhse comment karke puchh sakte hain.

FB par blocked user unblock karne ka tarika
Step 1:- Apna facebook account open kariye.

Facebook par kisi ka image ya photo nahi aa raha hai . ise kaise layen
ReplyDelete