Facebook me kisi ki id block kaise kare
Facebook par kisi ko block kaise kare. Block kab karte hain or isase kya fayda hai. Ye sabhi jankari aapko is post me mil jayegi.
Agar aapko facebook ya messenger me koi pareshan kar raha hai ya aap kisi khaas person ke liye chate hain ki wo aapki facebook id ya activity na dekh sake ya iske alawa kisi bhi reason se aap kisi se facebook me chhutkara chahte hain to uska sidha sa solution hai ki use block kar dijiye.
Bahut hi asaan hai aap bas kuch steps follow kariye.
Agar aapko facebook ya messenger me koi pareshan kar raha hai ya aap kisi khaas person ke liye chate hain ki wo aapki facebook id ya activity na dekh sake ya iske alawa kisi bhi reason se aap kisi se facebook me chhutkara chahte hain to uska sidha sa solution hai ki use block kar dijiye.
FB par kisi ko block kaise karte hain
Step 1:- Aona facebook open kariye. Jise block karna hai uske naam par click kariye.
Jise block karna uska naam aap kahin se bhi nikal sakte hain. Agar wo aaka friend hai to apni friend list dekhiye. Agar aap isi se Facebook par hi message chat kar rahe hain to wahi se uske nam par click kar diiye uski ud open ho jayegi.
Ye bhi padhe
Agar koi aisa user aapko pareshan kar raha hai ya aap chahte hain ki wo aapki timeline check na kar paaye to aapka uska naam search bar se search kar sakte hai.
Step 2:- Naam par click karte hi us user ki id open ho jayegi or sath me uski timeline, uski information or kuch or option aapk samne open ho jayenge.
Isme se ek option More hoga. Us oar click kar dijiye.
Step 3:- More par click karte hi apke samne kayi option aa jayenge.
Inme se ek option hoga Block. Is par click kar dijiye.
Step 4:- Ab aapko jo page open hoga us kisi bhi user ko block karne ka niyam likha hoga. Aap chahe to niyam padh sakte hain. Fir block par click kar dijiye.
Congratulation aapne easliy unwanted user ko block kar diya hai.

Facebook par kisi ko block karne ka fayda
Ja ap kisi ko block karte hai to us user ke liye aap facebook par puri tarah se gayab ho jaate hain. Yahan tak ki agar wo aapka naam search bar me likh kar search bhi karega to aapke jaise naam wale kaafee logo ki list to ayegi lekin aapka naam show nahi hoga.
Isi tarah wo user aapke dwara timeline me dali gayi koi bhi post comment ya like kuch bhi nahi dekh sakta. Fir se usi user ko unblock karne ke liye ye post padhe.
To agar aap kisi aise user ko jante hain facebook par pahle se hai or ap chahte hain ki usko pata na chale ki aap bhi facebook use kar rahe hain to use search karke block kar dijiye. Fir aap dil.khol.kar kuch poat comment karte rahiye. Us user ko kisi bhi tarah pata nahi chalega.
Comments
Post a Comment
Aapka comment approve hone ke baad show hoga. Approve hone me kam se kam 1 se 12 ghante lag sakte hain. Galat language or kisi website ki link wala comment post nahi kiya jayega.