Tour and travel Agency ka kaam kaise shuru kare
Dosto agar aap kam budget ke sath koi kaam start karna chahte hain to tour & travel ki agency kholkar kam kar sakte hain. Aapne aksar market me iske board lage dekhe honge. Ye kaam start karna bahut hi saral hai. Aayiye dekhte hain tour travel ka agent kaise bana ja sakta hai.
Sabse pahle mai aapo bata du ki isme aapko kuch jyada invest nahi karna padta. Iske liye apke pas ek chhoti si jagah ho. Ek computer ya laptop ho to kafee hai. Iske liye aapko matr 1000 se 3000 rupaye lagana hai jo ki aapki registration fees hogi.
Aaj mai aapko aisi 2 companiyo ke naam bataunga jisme aap asaani se registration karwa tour or travel ka work apne ghar me baithe baithe shuru sakte hain.
Isase pahle aap ye jaan lijiye ki travel agency me kya kya kaam hota hai.
Travel agency me aap kisi bhi tarah ki travelling ke liye booking karte hain. Isme Car, Bus, Volvo, train or aeroplane ( flight ) tak ki booking hoti hai.
Iski booking ke liye apko kahi bhagne daudne ki jarurat nahi hoti balki aap ek jagah office bna kar online booking kar sakte hain.
Agar aapki service achi huyi to aap bahut jald ache customer bana kar ache paise kamana start kar sakte hai.
Read also
Chaliye ab aapko btate hain un 2 companies ke bare me jisme aap apna registration Travel agent ke liye karwa sakte hain.

1. Riya travel
Ye company ek multi national company hai or Desh videsh tak ke Travel booking karti hai. Ye company kisi bhi tarah ki train ticket booking, flight ticket, volvo ticket booking karti hai.
Is company ka office aapko lagbhag har chhote bade city me mil jayenge.
Sabse achi baat hai ki isme registration ke liye aapko sirf 1000 tak hi lagenge. Iski jankari aap niche diye link me click karke pa sakte hain.
2. Akbar travel
Dusari company Akbar travel hai. Isme bhi aapko upar batayi gayi sabhi tarah ki ticket booking ki suvidha mil jayegi.
Isme bhi aapko 1-2 hajar rupaye registration booking dena padega or aap easily travel package ka kaam kar sakte hain.
Is company se contact karne ke liye niche diye huye link par click kariye.
Tour and packaging ka kaam kahan or kaise start kiya ja sakta hai
Kaam koi bhi ho agar aapke andar lagan hai to aapko succes hone se koi nahi rok sakta. Fir smart log kisi bhi kaam ko puri taiyari or samajhdari ke sath shuru karte hain.
Iske liye bhi kuch baato ko dhyan me rakhna jaruri hai.
Shuru karne ke liye aapka office aisi jagah ho jahan par jyada se jyada log aate jate ho. Aapka kaam chalne ke liye aapka office or aapka kaam logo ki najar me aana jaruri hai. Isliye office kholne ke liye aisi jagah ko chune jo ki traffic se bhari ho.
Aap chahe to 6 mahine ya 1 saal tak ke liye aisi jagah chune jab aapka kaam chalne lagne or apko lagne lage ki aapko pryapt log janane lage hai to aap apni manchahi jagah par shift kar sakte hain.
Apne kaam ko famous karne ka sabse acha tarika hai achi service. Mai hamesha is baat par jor deta hu ki meri service achi ho. Kyoki ek customer ka vishwas aapke 10 or customer bnata hai or ek customer aapke 10 customer kharab bhi kar sakta hai.
Ye sabse important fact hai. Ise hamesha kisi bhi business ko karne wale ko dhyan me rakhna chahiye.
Mera ye suggestion aapko kaisa laga ye batane ke liye ya isase related kisi bhi tarah ki jankari ke liye comment kariye.
bhai apne blog template ka naam batao please..
ReplyDelete